Jis Gali Mein Tera Ghar song lyrics from the movie “Kati Patang (1970)” sung by Mukesh. Lyrics penned by Anand Bakshi and music composed by R. D. Burman. Featuring Rajesh Khanna and Asha Parekh.
Jis Gali Mein Tera Ghar Song Details
Song Title:
|
Jis Gali Mein Tera Ghar |
Movie:
|
Kati Patang (1970) |
Singers:
|
Mukesh |
Lyrics:
|
Anand Bakshi |
Music:
|
R D Burman |
Label:
|
Saregama |
Jis Gali Mein Tera Ghar Lyrics in Hindi
जिस गली में तेरा घर ना हो बालमा
उस गली से हमें तो गुज़ारना नहीं
जो डगर तेरे द्वारे पे जाती ना हो
उस डगर पे हमें पाँव रखना नहीं
ज़िन्दगी में कई रंगरलियाँ सही
हर तरफ मुस्कुराती ये कलियाँ सही
खूबसूरत बहारों की गलियाँ सही
जिस चमन में तेरे पग में कांटे चुभे
उस चमन से हमें फूल चुनना नहीं
जिस गली में तेरा घर ना हो बालमा
उस गली से हमें तो गुज़ारना नहीं
हाँ ये रस्में ये कसमें सभी तोड़ के
तू चली आ चुनर प्यार की ओढ़ के
या चला जाऊंगा मैं ये जग छोड़ के
जिस जगह याद तेरी सताने लगे
उस जगह एक पल भी ठहरना नहीं
जिस गली में तेरा घर ना हो बालमा
उस गली से हमें तो गुज़ारना नहीं
Music Video
https://www.youtube.com/watch?v=vjqqmcEsXZ0
Jis Gali Mein Tera Ghar Lyrics in English
Jis gali mein tera
Ghar na ho balma
Us gali se humein
To gujarana nahi
Jo dagar tere dwaare
Pe jaati na ho
Us dagar pe humein
Paon rakhna nahi
Jis gali mein tera
Ghar na ho balma
Zindagi mein kayi
Rangraliya sahi
Har taraf muskurati
Ye kaliyaan sahi
Zindagi mein kayi
Rangraliya sahi
Har taraf muskurati
Ye kaliyaan sahi
Khubasoorat bahaaron
Ki galiyaan sahi
Jis chaman mein tere
Pag mein kaante chube
Jis chaman mein tere
Pag mein kaante chube
Us chaman se humein
Phool chunna nahi
Jis gali mein tera
Ghar na ho balma
Haan ye rasme ye
Kasme sabhi tod ke
Tu chali aa chunar
Pyaar ki odh ke
Haan ye rasme ye
Kasme sabhi tod ke
Tu chali aa chunar
Pyaar ki odh ke
Ya chala jaaunga
Main ye jag chhod ke
Jis jagah yaad
Teri sataane lage
Jis jagah yaad
Teri sataane lage
Us jagah ek pal bhi
Thaharana nahi
Jis gali mein tera
Ghar na ho balma
Us gali se humein
To gujarana nahi
Jo dagar tere dwaare
Pe jaati na ho
Us dagar pe humein
Paon rakhna nahi
Jis gali mein tera
Ghar na ho balma