Nainon Mein Badra Chhaye Lyrics in Hindi & English from the movie “Mera Saaya” sung by Lata Mangeshkar. The music is composed by Madan Mohan and the song is written by Raja Mehdi Ali Khan. Featuring Sunil Dutt and Sadhana are in the lead roles.

Nainon Mein Badra Chhaye Lyrics

Song’s Details

Song Title:
Nainon Mein Badra Chhaye
Movie:
Mera Saaya (1966)
Singers:
Lata Mangeshkar
Lyrics:
Raja Mehdi Ali Khan
Music:
Madan Mohan
Label:
Saregama

Nainon Mein Badra Chhaye Lyrics in Hindi

नैनों में बदरा छाये
बिजली सी चमके हाय
ऐसे में बालम मोहे, गरवा लगा ले
नैनों में बदरा छाये
बिजली सी चमके हाय
ऐसे में बालम मोहे, गरवा लगा ले
नैनों में बदरा छाये

मदिरा में डूबी अखियाँ
चंचल है दोनों सखियाँ
छलती रहेगी तोहे
पलकों की प्यारी पखियाँ
शरमाके देंगी तोहे
मदिरा के प्याले
नैनों में बदरा छाये

आ आ आ..

प्रेम दीवानी हूँ मैं
सपनों की रानी हूँ मैं
प्रेम दीवानी..

प्रेम दीवानी हूँ मैं
सपनों की रानी हूँ मैं
पिछले जनम से तेरी
प्रेम कहानी हूँ मैं
आ इस जनम में भी तू
अपना बना ले

नैनों में बदरा छाये
बिजली सी चमके हाय
ऐसे में बालम मोहे, गरवा लगा ले
नैनों में बदरा छाये

आ आ आ..

Music Video of Nainon Mein Badra Chhaye Song

Nainon Mein Badra Chhaye Lyrics in English

Naino mein badra chhaye
bijali si chamake haae
aise mein balam mohe, garwa laga le

naino me badra chhaye
bijali si chamake haae
aise me balam mohe, garwa laga le
naino me badra chhaye

madiraa mein dubi ankhiyaan
chachal hain dono sakhiyaan
madiraa mein dubi

madiraa me dubi ankhiyaan
chachal hain dono sakhiyaan
chalati rahegi tohe
palako ki pyaari pakhiyaan
sharma ke degi tohe
madiraa ke pyaale

Naino mein badra chhaye
bijali si chamake haae
aise me balam mohe, garwa laga le
naino me badra chhaye

aa.. aa.. aaa…

prem deewani hun main
sapno ki raani hun main
prem deewani

prem deewani hun main
sapno ki raani hun main
pichhale janam se teri
prem kahaani hun main
aa iss janam mein bhi
tu apna bana le
naino me badra chhaye
bijali si chamake haae
aise me balam mohe garwa laga le
naino me badra chhaye..

aa.. aa.. aaa…

If there are any mistakes in this songs lyrics, please let us know by submitting the corrections in the comments section.

Old Songs:-

Humaid Anwar

I am MCA student and also I am a blogger and SEO expert since 2019. I have designed many websites.

Leave a Reply